Friday, May 4, 2007

Dhakkan@Dhadkan

Paani Puri to ek bahana hain,

Duniya ki sabse sundar ladki ke saath jaane ka…

Paani Puri mein kya rakha hain,

Yeh to sukha hain, paani ke bina baijaan,

Par yeh ladki apne mein hi hain kamaal….

Paani puri ke liye line mein lagna padta hain,

Par yeh sundari to line marne layak hain…

Paani puri, kabhi khathaa, kabhi meetha,

Yeh ladki to sabhi ka milap hain…

Paani puri to ek bahana hain,

Enke saath samay bitaane ka…

5 comments:

teamea said...

puribhar pani mein dhoob ja..

sunilsamuel said...

aye@hai

Aur Batao said...

sun!l thanks....finalllllly....

Aparna said...

chal ha@

Aur Batao said...

ha@ jaonga...don't worry........